Shohar ki Mohabbat Ke liye Dua – Narazgi Khatam Karne ka Wazifa 

Shohar ki Mohabbat Ke Liye Dua
0
(0)

Assalam walekum, aaj hum baat karenge shohar ki mohabbat ke liye dua aur wazifa ka zikr karenge.

Is article me aap shohar ke dil mein mohabbat ka wazifa ke baare mein aur jaanenge. Is halal dua se aap apne shauhar ke dil mein mohabbat daal sakte hain. Shuru karte hain Allah Subhanahu wa Ta’ala ka naam lekar jo hamesha hum sab ka khyaal rakhta hai. 

Shaadi ke baad har aurat ka ye haq hota hai ki uska shohar pyaar aur izzat se apne paas rakhe.

Aaj kal ka mahaul aisa hai ki shohar aur patni ko apne rishte sudharne mein bahut mehnat karni padti hai. Mohabbat to door ki baat hai, halat to aise hain ki roz kisi na kisi baat par ladaai dekhne ko milti hai. 

Par aapko batana chahunga ki ismein fikar karne wali koi baat nahi hai. Ye bahut normal hai aur aaj ke door mein 50% shaadiyon mein ye takleef dekhne ko milti hi milti hai. 

Is takleef ka sabse behtareen ilaaj hai shohar ki mohabbat ke liye dua.

Shohar ki Mohabbat Ke Liye Dua

Hum samajhte hain ki ek aurat ke liye apne sasuraal mein khush rehna mushkil hota hai, khaaskar jab uska shohar hi usse tang karta ho. 

Aapko yeh jaan kar bahut khushi hogi ki shohar ke dil mein mohabbat dalne ka wazifa aapke iss masle ka hal kar sakta hai. Sirf 5-7 din ke andar yeh wazifa asar dikhata hai, bas apko ise rozana karna hoga aur Allah Subhanahu wa Ta’ala par poora yakeen rakhna hoga. 

Iss takatwar surah ko padhne se aapke rishte mein ek tilasmi nikhar aayega aur aapka shohar aapse be-hisaab mohabbat karne lagega aur aapka khyaal rakhega. Jab kabhi bhi ghar mein ladaiyaan hone lagti hain, hum ye wazifa karne ki salaah dete hain. 

Shohar ke dil mein mohabbat dalne ka wazifa 1

Shohar ki Mohabbat Ke Liye Dua Kaise Padhein?

  1. Shuru me wuzu karein.
  2. Phir, 11 martaba Durood Sharif padhein.
  3. Ab apne shohar ko yaad karte hue neeche di gayi dua padhein.
  4. Akhir me dobaara Durood Sharif padhein.
  5. Saath me Allah Subhanahu wa Ta’ala se apne shohar ke dil me mohabbat dalne ki dua karein.

Is shohar ke mohabbat ke wazifa ko lagataar 7 din tak karna hai. Iske saath, agar chahein, to shohar ko apni taraf karne ka wazifa bhi padh sakti hain.

Shohar ke dil mein mohabbat dalne ka wazifa padhne ka tareeka

  1. Pehle apne aapko paak aur saaf karein.
  2. 11 martaba Durood Sharif padhein aur fir surah Taha ek martaba padhein.
  3. Apne shohar ko yaad karte hue neeche di gayi dua padhein.
    “Allahumma inni as’aluka hubbaka wa hubba man yuhibbuka wa hubba amalin yuqarribuni ila hubbika.”
  4. Phir se 11 martaba Durood Sharif padhein.
  5. Allah Subhanahu wa Ta’ala se apne shohar ke dil me mohabbat dalne ki dua karein.

Is Shohar ke dil mein mohabbat dalne ka wazifa ko rozana lagataar 7 din tak karte rahen. Agar chahein, to iske sath shohar ko apni taraf karne ka wazifa bhi padh sakti hain.

How useful was this post?

Click on a star to rate it!

Average rating 0 / 5. Vote count: 0

No votes so far! Be the first to rate this post.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *